Recommended By Chef |
Tips About Recipe |
6420 Views
0 Comments
• Rice- 1 kg
• Ghee 1/2 pao
• salt to taste
• onion 2 sabit
• garam masalah 2 table spoon
• kharboza (cover utar kar ) 1/2 pao
• Papayee (cover utar kar ) 1/2 pao
• Lahsan adrak 4 table spoon
• khobani 50 garam
• Badam 50 garam
• Chicken 1 kg (yakhani bana laian)
How to make Kashmiri Biryani
METHOD:
Rice saaf kar kay bhagu dain, onion kat kar oil garam kar kay us main fry kar lain aur onion brown kar lain , pisa hua adrak, lahsan sabut garam masala aur chicken daal kar achi tarah fry kar lain . phir yakhni daal dain aur jab yakhani main ek ubal ajayee tu us main salt aur rice dal lain jab rice gul jaen aur pani khush ho jayee tu sary dry aur fresh fruit kat kar mix kar lain iss kay bad cover dhak kar rice dum par rakh dain 10 mint bad dum khulen mazedar kashmiri rice with salad aur dahi kay sath pesh kareen.
Posted By:
Zehra, Hyderabad