Chinese Chicken Samosa

there is Ramzan Karim so in every home they need to delicius food for Iftar i have that recipe

single recipe
chef Recommended By Chef
Tips About Recipe

12273 Views 1 Comments

Ingredients
Chicken boneless ½ kg
Anday 5 adad (ubal lain)
Samosay ki patiyan hasb e zaroorat
Doodh 1.5 cup
Aalo 4 adad
Namak aur kaali mirch hasb e zaiqa
Ghee deep fry k liye
How to make Chinese Chicken Samosa

METHOD:

1 daigchi main aalo aur chicken k chhotay chhotay tukray cut kar ke daal lain.
Sath he namak aur kali mirch shamil kar dain aur doodh daal kar itni dair Pakain k doodh khushk hojaye. jab aalo aur chicken gal jaye tu is amaizay ko achi tarha milaain aur ando k chhotay chhotay tukray kar k daalain aur achi tarha mix kar lain.
Ab ye amaiza samosa patti par rakhain aur samosy bana lain.
Ghee ek karhai main garm karain aur samosay daal kar golden brown honay tak tal lain aur imli ya podiny aur dahi ki chatni k sath paish karain.
Posted By: Erum, Mirpurkhas

Check out the tastiest Chinese Chicken Samosa recipe only at kfoods. Find Iftar Items & all the recipes of all the chefs. Chinese Chicken Samosa is famous for its best and unmatchable taste. Also you can check Chinese Chicken Samosa. recipe in Urdu only at kfoods.com

More Chinese Chicken Samosa Recipes
Reviews & Comments

Chicken dishes are are always very tasty items specially for iftar time. I have been trying to prepare Chinese and chicken dishes every time. I have so far made chinese chow mein, pakora and masala rice for iftar.

  • Laiba, Bahawalpur