chanay ki daal ka halva
this is special recipe for me because because this recipe give me my father.
Ingredients
channay ki daal 1kg
ghee 1/2kg
sugar 1/2kg
egg 10
almond 20
pishta 20
akhrut 20
How to make chanay ki daal ka halva
Method
channay ki daal ko 5 hours ke leay bhekho den.pher isy doho ker peas len.Aik pen main ghee ko garam kern aur is main alachi dal ker bhon lain.pher is main sugar dal ker aik tar wala syrup bena ker is main peasi hui dal dalain aur achi terhan paka lain. jab ghee nikalna shuro ho jay to is main egg dal ker mikx kern.pher is main almond, pishta aur akhrut dal den. haliwa tear hai.garam garam pesh kern.
Posted By:
sobianoreen, rawalpindi