Question

Question

Nargisi Koftay Banany ka Tarika

Sadaf Rehman Views
Normal Koftay to asan se bana leti hun or Nargisi koftay bhe asani se ban jatay hein bus 1 masla ye hai k wo toot jatay hein, is k liye koi solution bata dein, Thanks

Normal Koftay to asan se bana leti hun or Nargisi koftay bhe asani se ban jatay hein bus 1 masla ye hai k wo toot jatay hein, is k liye koi solution bata dein, Thanks

User Opinion
Ghar me Nargii koftay banatay waqt aksar ye masla samne ata hai k kofaty toot jatay hein ya sahe nahi bantay, is k liye asa tarika ye hai: Nargisi kofto k liye keemay ko aap 1, 2 dafa dobara se choper ma chop kar lein phir keemay ko anday par lapatnay ka bad phaintay hove anday ma dip kar ka rakh dein or fry kar lein to totay ga nahi.

  • Chef Asad
  • 30 Mar 2015
Sab say asan tareeqa yae hay kay koftay banany kay baad unn par achi tarhan dhaga(thread) lapeat dain aor paknay kay baad wo dhaga uttar kar beach main say kaat kar paesh karin khyal rahay kay dhagay ka aik sira clear rakhain takay unhain utarnay main koi mushkal na ho

  • Aisha
  • 04 Apr 2015
Post Your Question