Question

Question

Machli Fry Krte Hove Masla Utr Jata Hai

Sania Naeem Views
Mujhe aap se ye pochna hai k me jb machli fry karti hun to jo masala machli par laga hota hai wo utar jata hai to is k liye me kia karo, shukriya

Mujhe aap se ye pochna hai k me jb machli fry karti hun to jo masala machli par laga hota hai wo utar jata hai to is k liye me kia karo, shukriya

Best Answers
Answer

Oil acha garam karein or phir masala lagi machli ko dalein, aksar oil garam na honay ki wagah sa masala utar jata hai,

27 Jan 2016 Chef Asad
02 Feb 2016 KFoods
User Opinion
fish masala laganay kay bad 1 hr fridge (not freezer) main rakhain, garam sarsoon kay oil main fry karain. jaldi fish ko turn na karain

  • m.ahsanul haq
  • 13 Feb 2016
Post Your Question