Mere choti si baby hai, 1 saal ki, may us ko food kya doon yah us ko best nutrition kya doon. please share it.
Infant baby foods ke liye jo cheezin estemal ke jaten hen wo ye hen Soji ki kheer, Kaila dahi (yogurt) ma meshed kar ka degeya, Custurd, Porridge, Sago dana, Kheer and Mashed potato wagara and smoothie bana kar dain.
Meri twins baby ha aksar dono k nazla ya pait me drd hojata ha agar heavy Giza leti ha, Sham me Soji ki kheer ya daliya. Plz advise me
Mera beta 1.5year ka h usko bht shadeed qabz rehta h Main kya totka karu ya ghizza m kya doon k qabz toot jaye plz reply
asalam o alaikum asad bhai mjy baby food bnana bta den k 6 to 9 month k baby k liy healthy food recipe bta den thnx.
ALLAH pak ne hr ghiza insan k faidey k liye bnai he lehaza bachey ko hr chez khilaen. Kisi bhi chez ki ziadati nuqsan deti he na k chez. Sabzi masla alu gajar boil ya crush kr k den. Gosht men sb se ziada mufeed fish he. Thandi or garm ghiza ka tasawwur dil se nikal den hamara jism apny temperature pe rehta he thanda garm environment hota he.. Shukria.
salam meri 4 months ki baby ha usy mother feed k ilawa or kuch de sakti hun kiyun k wo weak ha
Mera beta 2 sal ka hny wala ha MashaaAllah sy pr wo kuch nae khata soup nae peta aur na he daliua khata ha..sirf potato chips khata ha kia chips thek ha aur aisa kua recpie ho k wo kuch khae ya aisa kua kry k wo kch khae....thanks