Recommended By Chef |
Tips About Recipe |
9415 Views
0 Comments
vegetable , aloo,gajer,shimlla mirch,mater,band gobi, hari piyyaz,heri mirch
kat lein cubes shape mein.
rice , bighaa dein 1/2 hrs phelye
oil,salt,black paper, garm masala powder,chines salt, soya sous,lehsan ,addrak paste
How to make vegetable rice
METHOD:
aik pan mein pani boil karne rakh dein iss mein shamil kareb log, dar chini, bari ilachi. namak, jab obal ane lage to iss mein kat veg. dal dein 3min. boiled karein ab issi mein rice dal dein 3min boiled karein ab pani chhan lein.
abb issi pan mein oil dailen 3`4 tsp. heri piayya aur heri mirch dal kar lehsan addrak dal kar bhon lein kali mirch aur garm masala add karen bhone abb chanies namk soya sous add karen abb issi mein vegetable , aur rice dalein thora sa pani dal kar dam laga dein. dam ajae tu dish out kar lein zira rate k sath nosh karaen