Question

Question

Bachi hoi Anday ki safedi ko kaise Save Karein

Mumtaz begum Views
Aksar bht se khanay aise banati hun me k jin me anday ki safaidi use karni hoti hai, phr bachi hoi safaidi ko phainkne ka dil nai karta, aap se ye pochna chahti hun k Bachi hoi Anday ki safedi ko kaise Save Karein. shukriya

Best Answers
Answer

ANday ki safaidi alsar aap sahi keh rahi hein k bach jati hai, or phr mehfooz karna mushkil hota hai, mgr aap k liye asan tarika bata dete hein k ,bachi hoi safaidi ko 1 piyali me dal kr fridge ky baraf walay khanay me rkh kr jama lein, jub bhe use karni ho to nikal kr dosri piyali me jami hoi piyali dal kw rkh dein, safaidi pighal jaye to phaint kr use kar lein

31 May 2016 KFoods
User Opinion
Mere Jim m safed dag h chote chote pls ye kase katm hoge koi. Tarka btye ke ye jald he thk hojae asani se

  • Javeira
  • 06 Jun 2016
Post Your Question