Khobani ki Chatni

ye recipe boht chat pati ha aur esy hm bohat se khaty methy khano mein estimal kar sakty hain es se khny ka maza dobala ho jata ha

single recipe
chef Recommended By Chef
Tips About Recipe

8340 Views 0 Comments

Ingredients
Khobani 250 g
Imli 50 g
Hari mirch 3 to 4
Koti hoi mirchy 2 chamch
Zira 1 chamch (pisa hoa)
Salt hasb.e.zaiqa
Sugar 4 chamach
Podina hasb.e.zarorat
Dhania hasb.e.zarorat
How to make Khobani ki Chatni

METHOD:

1.Khobani & imli dono ko alag alag neem garam pani me 1/2 ghanty k lia bhigo dein,

2.Es k bd imli ko achi tarha masal kar gholia alag kar lein.

3.Ab khobani aur imli ko blinder mein dal kar baqi tamam ashya bhi es mein chamil kar k blind kar lein.

4.Mazedar khobani ki chatni tayar hai.

5.Es ko dahi bhaly,chami kabab,etc k sath serve kari es ko ap band jar mein mehfoz bhi kar sakty hain.
Posted By: Nimra Muniza, lahore

Check out the tastiest Khobani ki Chatni recipe only at kfoods. Find Chutney Recipes & all the recipes of all the chefs. Khobani ki Chatni is famous for its best and unmatchable taste. Also you can check Khobani ki Chatni. recipe in Urdu only at kfoods.com

More Khobani ki Chatni Recipes
Reviews & Comments