Question

Question

Kachi Lassi kaise Banaye Jati Hai

Mrs Farooq Views
Doodh, chini or dahi shamil kr k jo lassi banaye jati hai wo hamaray han aam lassi hai, magar ye kachi lassi kia hai or kaise banaye jati hai, please detail me bata dein.

Doodh, chini or dahi shamil kr k jo lassi banaye jati hai wo hamaray han aam lassi hai, magar ye kachi lassi kia hai or kaise banaye jati hai, please detail me bata dein.

Best Answers
Answer

Dahi ko Phaint kar is mein pani chamil kar lein, mamoli si miqdar me namak milayein or thanda kar k paish karei, ye hai kachi lassi jo k garmi or pyas ki shidat par qabo panay k liye akseer hai. Is lassi ko fresh makhan k sath bhe passand kiya jata hai.

24 Jun 2016 KFoods
Post Your Question