Question

Question

Gardan k Mohron ka Gharelu Ilaj

گردن کے موہرے دکھتے ہیں کوئی علاج بتائیں
Mushtaq Views
Asalamualikum Dr ummeraheel mery backbone k muhroon ma bhut shadad dara hy Neck k mohry but zada giss chky hhy like 70 year woman my age is 37 pls koi ilag or sujok therpy batyn calcium defency bhut zada hy.

Best Answers
Answer

Gardan k Mohro k liye kuch remedies bata rahi hun aap in ko follow karein, In Sha Allah farq mehsoos karege aap, is k ilawa aap direct consult bhi kar saktay hein, details page par mojood hai.

1) Kekar Gond bhuni hoi or ispaghol ki bhosi ko hum wazan le kar mila lein or daily 1 chamach milk me mila kar khana hai

2) Har-singhar k 5 Phool ya patay raat ko pani me bhigo dein or subha josh day kar pani pe lein

3) Joo, khajoor ka istamal barha dein is k ilawa 2 month k liye physiotherapy bhi karwaiein

01 Feb 2017 Dr Umm-e-Raheel
Post Your Question