Question

Question

Shami Kabab Mein Namak Taiz Ho Jaye To Kya Kare

شامی کباب میں نمک تیز ہو جائے تو کیا کریں
Ayesha Firdous Views
Asad Bhai assalam o Alakum<br><br>
Shami Kabab ka masala pisnay k baad chakha to is me namak zayada ho gaya hai please bata dain k kis tarah namak kam hoga or meri recipe achi hojaye, kia us may or gosht obal kar bagair namak k us may milana paray ga?

Asad Bhai assalam o Alakum

Shami Kabab ka masala pisnay k baad chakha to is me namak zayada ho gaya hai please bata dain k kis tarah namak kam hoga or meri recipe achi hojaye, kia us may or gosht obal kar bagair namak k us may milana paray ga?

Best Answers
Answer

Shami Kabab Mein Namak Taiz Ho Jaye To aap daal obal kar shamil kar lein ya 2 bread slice dal degeya ya bread crumbs ko shamil kar lein to namak kum ho jaye ga

23 Apr 2015 Chef Asad
User Opinion
if the shammi kababs become salty then u can boil channadal and grind or you can also add slice of bread

  • atiya arif
  • 26 May 2015
Agr shami kabab ka masala khaya ho jaye to kya krna chahye?

  • Kainaat
  • 23 Sep 2016
Post Your Question