Hamaray ghar me salad daily banaya jata hai to me 1 he dafa market ja kar 2, 3 din k liye salad ka saman le ati hun par 2 din me he salad k patay murjha se jatay ehin jaise basi hogaye hon, phr maza nai ata salad ka to is k liye kuch bata dein k kia karo me
Salad k patay hun ya koi or green sabzi jaise hara dhania , podina etc , glass ya jug me thanda pani bharein or salad ya hara dhaniya ki dandiya pani me bhigo dein, 3 se 4 din tak basi nahe hoge patay