Recommended By Chef |
Tips About Recipe |
3877 Views
0 Comments
chicken 1 kg
onion 2 pieces medium
garlic 1 tsp
ground garlic 1 tsp
tomato 3 pieces
garam masala (zeera, daarcheeni, long, kali mirch)
ghee 1/4 kg
adrak 1 chamach
mirch 1tsp
haldi 1/2 tsp
salt hasb-e-zroorat
khush dhania 1tsp
water 15 cups
How to make Sobat (Sabeer)
METHOD:
kati hui pyaaz ko ghee main halka brown kar lain phir us main chicken daal kar achi trah bhoonen k us ka color brown ho jaey ab is main garlic , adrak daal k mazeed bhoonen ab is main namak mirch halti aur khushk dhania aur garam masala daal k thori diar bhoon k tamatar daal dain.ab sab ajzaa ko achi trah bhoonen k ghee alag ho jaey ab 15 glass pani daal k 10 se 15 min tak pkaen
ab chicken pieces aur shorba alag kar len.
SIDE 2:
ROTI is an important part of sobat these are very thin chapaties.simple gandham k aaty ko achi trah goondh len patli rotian bnany k lie aaty ko b patla he ghoondhen ab is ki bareeek rotian bna len in rotion k medium tukrey kaat k shorby main daal dain mix hony py chiken pieces rakh k salad k sath paish kren. chat masala aur lemon daal k zaiqy main izafa kren..