Aalo 1 pao
Mirchi 1 pao
Namak 1 chaye ka chamcha
Kutti laal mirch 1 chaye ka chamcha
Zeera 1 chaye ka chamcha
Sabit dhaniya 1 chaye ka chamch
Anar daana ½ chaye ka chamch
Hara dhaniya ¼ cup
Kari patta 2 adad
Lehsan 2 adad
Baysun ½ cup
Aalo ubal kar mash kar lain aur is main namak, sabiat dhaniya, anar daana dal kar mix karain aur pan main 2 khanay k chamchay oil le kar is main kari patta, lehsan, kuti laal mirch ka tarka taiyar karin. Aur aalo main daal kar mix karain aur hari mirch main bhar lain. Baysun main namak, laal mirch daal kar paani sy ghol lain aur hari mircho ko is main roll kar k fry kar lain.
Posted By: Posted By: jasmeen,