Question

Question

Pizza Paratha banane ka tarika

Ayesha Views
pizza to bht he asan kar diya aap ne banana, mgr ab me ne bht suna hai pizza paratha to asad bhai mujhe Pizza Paratha banane ka tarika bhe sikha dein, thanks

pizza to bht he asan kar diya aap ne banana, mgr ab me ne bht suna hai pizza paratha to asad bhai mujhe Pizza Paratha banane ka tarika bhe sikha dein, thanks

Best Answers
Answer

Pizza Paratha Recipe:
2 roti bail lein, normal atay ma thora baking powder dal ka kondha howa lein is par ketchup ya pizza sauce lagaya jo bhee filling karni ha kegeya oper dosri roti sa band kar ka fry kar legeya, mazedar pizza tayar hai

11 Feb 2016 Chef Asad
Post Your Question