Question

Question

Piyaz se Salan Kala hojata hai, Kia Karoo??

Mrs Khan Views
Me jub bhe shorbay wala salan banati hun to tali hoi piyaz use karti hun lekin is ki wajah se salan ka rung kala hw jata hai, me kahan ghalti kar rahi hun mujhe bata dein, shukriya

Me jub bhe shorbay wala salan banati hun to tali hoi piyaz use karti hun lekin is ki wajah se salan ka rung kala hw jata hai, me kahan ghalti kar rahi hun mujhe bata dein, shukriya

Best Answers
Answer

Aksar gharelu khawateen k sath ye masla hota hai k rang kala hojata hai tali hoi piyaz shamil karne se, is k liye asan hal ye hai k aap piyaz ko zada fry na karein balkay light brown hone par cholah band kardein. piyaz ko zada fry karne se salan kala hojata hai

14 Jul 2016 KFoods
Post Your Question