Question

Question

Ghar k Seekh Kabab me Bazar Wala Zaiqa Kaise Ata Hai

Rabia Anum Views
Ghar me banaye jane wlay seekh kabab me bazaar jaisa zaiqa nai ata, Bakra Eid bhe kareeb kareeb hai to plz jaldi se koi tarika bata dein k zaiqdar kabab ghar me bana sakein hum

Ghar me banaye jane wlay seekh kabab me bazaar jaisa zaiqa nai ata, Bakra Eid bhe kareeb kareeb hai to plz jaldi se koi tarika bata dein k zaiqdar kabab ghar me bana sakein hum

Best Answers
Answer

Masala ki quantity or correct recipe with timing he aap ko bazaar jaisa zaiqa day sakti hai, 1 wajah ye bhe hai k bazar k keema me charbi bhe shamil ki jati hai jub k hum bilkul rokhay gosht k keema se banate hein. dosra ye k 1 kg keema me takreeban 100 gram charbi shamil kar k blend karein

14 Jul 2016 KFoods
User Opinion
  • tariq jamal
  • 13 Sep 2016
Post Your Question