06 Jumada Al-Akhirah 1448 | Nov 17, 2026
AOA - Asad bhai ap salan masala use karty hen wo kia he or kaha se milta ha ya us ki tarqib bata den plzzz.
Salan masala curry powder easily bazar main bhad munasib qeemat main milta ha ap ye bazar sy asani sy purchase kr sakten hen.