Question

Question

Bakra Eid Par Hadiyon or Naliyon ka Istamal

Beenish Naeem Views
Assalam-u-Alikum chef Asad, aap ki cooking or tips dono bohat achi hein, asad bhai bakra eid k hawale se mujhe ye bataye k gosht alag karne k baad jo hadiyan bach jati hein kia un k istamal karsakti hun maslan jaise yakhni etc..

Best Answers
Answer

Gosht se in hadiyon or naliyon ko alag kar k aap freze kar dein or inko aap yakhni pilao me istamal kar sakti hein, is k ialwa agar raan ki hadiyan hein to aap nihari me bhe use kar sakti hein

02 Oct 2015 KFoods
User Opinion
  • sumayyah
  • 02 Oct 2015
Post Your Question