01 Rabi Al-Akhar 1448 | Sep 14, 2026
Kia koi aisa tarika hai k nimko jo hum bohat shok se khatay hein, is ka mazedar salan bana sakein?? mujhe or mere ghar walo ko bohat passand hai nimko
G han Nimko se Bohat si Ddishes banaye ja sakti hein or bohat asani se aap nimko ko chana chat ma dalay, dahi bondi ya bhal pore ma use kegeya