18 Dhul-Qadah 1447 | May 06, 2026
Hi, Achar gosht bohat shok se khati hun me par mujhe banany ka tarika nahe ata or masala ghar me kaise banatay hein wo bhe bata dein
is ka leya app 1/2tsp rai 1/2tsp kalongi 1/2mathi dana 1tsp sonf namak lal mirch zeera dal kar mix kegeya achari masala ready ha