Question

Question

Kofta Soft Banane Ka Tarika

کوفتہ سوفٹ بنانے کی ترکیب
mrs hussan Views
Aoa asad bhai, Mashallah app ki batai hoi recipe mainy bohat se dawaton ma banai aur dad pai, bus harri mirch kofta ma koftay hard ho gain jub bhee koftay banati hun hard ho jatay ha is ka koi hal batain aur pls baking ki recipe upload kegeya apni.

Aoa asad bhai, Mashallah app ki batai hoi recipe mainy bohat se dawaton ma banai aur dad pai, bus harri mirch kofta ma koftay hard ho gain jub bhee koftay banati hun hard ho jatay ha is ka koi hal batain aur pls baking ki recipe upload kegeya apni.

Best Answers
Answer

Thanks to try my recipes, Koftay hard hone ek wajeh to ye beh ho sakti ha ke ap jo keema use kr rahen hen vo bohad rokha hoga, ya dosre wajeh ye beh hosakti ha aapny fry ziada keya hoga so ziada fry nahi karen and keema thora chickna use kejiya and soon I will upload my Baking Recipes.

31 Mar 2014 chef asad
User Opinion
Bread ke slice or egg ko Keeme ke material main add karen es sy na kofta toty ka na hard hoga bal k naram hongy.

  • shaista
  • 13 Sep 2014
Yes,I think you are right and i will try your suggestions.

  • jamshed Khan
  • 09 Oct 2014
Plz tell me urgently "Nargisi kofty ke ingredients and its recipe""

  • shahnaz Ahmed
  • 09 Oct 2014
Tora dahi or anda or garam masala or pisi piyaz lehsn or hara dhaniya or hari mirch tamam chezain qema pesty waqt mila lain sway Andy dahi or garam masala ye teno peesny k bad aik anda aik dish spoon dahi aik chota spoon garm masala

  • Al Awal Alawal
  • 26 Jan 2017
Koftay k qeema men baaqi cheezon k saath aik pyaaz blend kar k bhi milaen. Is se softness aati hai.

  • Hafsa Nadeem
  • 26 Jan 2017
Pls mujhy koi btay k jb kofty bohot naram bnty hn jb k meri faimly ko hard kofty pasand hn pls gv me answer

  • Noreen
  • 27 Feb 2017
Post Your Question