Salam Chef Asad, kaise hein aap or aap ki recipes with tips bht achi hoti hein, salan me namak zada hojaye to kaise kam kartay hein ye to pata hai magar aap mujhe ye bata dein k agar salan me mirchein zada hojaye to kia karein, shukriya
Agher shorbay wala salan ha to aap thoda sa dodh dal legeya to theekh ho jaye ga or agher masalay wala salan ha to brown peyaz peace kar dal legeya to theekkh ho jaye gee In Sha Allah