Question

Question

Bheti Naak Nazla ka Gharelu Ilaj

بہتی ناک اور نزلہ کا گھریلو علاج
Rizwana islam Views
Kiran api, Mera bata Ki Nanak har waqt bahti rahti h Yellow rang Ki, Doctor ko dikhya unho ne bhut scary infaction bata kar tonsils ka operation kiya or kaha k thek ho jaye ga lakin Aj oprate ko do saal ho Gaya per mera bacha abhi bhi uss taklef sa ghuzar raha hai, kamzor ho Gaya h four years sa wo yha Nanak behany Ki taklef Jhel raha h koi Doctor uss Ki iss taklef k sahi Illj yha dawa bataty hi nahi khudara app baty Alllha app ko jaza khar day ga

Best Answers
Answer

Salam Dear, Maybe apkay behtay ko milk aur sugar se allergy hai. Usay inflammation hoti hai kuin kay woh lactose intolerant hai aur meetha like kerta hai? Ager asa hai toh usay bilkul milk aur sugar na day. Usay hari sabziyan khilaeye, citrus day, badaam, badaam ka dudh banaye aur dosray fortied foods day. He will be fine. In shaa ALLAH. App yeh cheezain follow keray aur ager kuch puchna ho toh zarur doobara contact keray. Jazak ALLAH KHAIR

21 Dec 2015 Syeda Kiran Zahra Hussain
User Opinion
Mery 10 Sala bety ko 6 saal se zukaam he. Bahoot Elaj kerwaya he lakin 20-25 dino ke leya theek hota he phor wohi zukaam. Samj nahi aa rahi main kia karoon. Wo kamzoor bahot hota ja raj raha he. Hum us ko phal bahoot ziada dety hen. Gosht her kisim ka khata he, Mithy se door bhagta he. Dooth bhi Khusi se pita he.

  • Azeem Arif
  • 31 Jan 2017
Daemi nazle k lea bataea nazle se bal bhi sufed horahe han

  • Sajeda
  • 22 Nov 2017
Slaam I am suffering from flu and fever with severe headache. Dr can you plz give quick remedy for it

  • Zainab
  • 31 Jan 2018
Post Your Question