Question

Question

Stainless Steel k bartan ki Safai

Abdul Basit Views
Salam, KFoods aap bht achi tips or recipe ko asan kr k hum tak share kartay hein, mera masla ye hai k mere ghar me Stainless Steel k bartan hein jo k istamal k baad waise saaf nai hotay jaise new hotay hein to kindly koi tarika bata dein, bohat shukriya aap puri team ka

Best Answers
Answer

Steel ky bartano ko saaf karna ka sahi tarika yehe hai k 1 kapray ki gaddi par house hold amonia awr thoda sa pani mila kar lagaye or isay steel k bartano par lga kr malein, phr sada pani or washing powder se dho lein, bartan bilkul chamak uthege or phr naram kapray se khushk kar lein

31 May 2016 KFoods
Post Your Question