Question

Question

Kaan me shor hota hai - Tinnitus Issue

کان میں شور ہوتا ہے کوئی گھریلو علاج بتا دیں
Mumtaz Begum Views
Assalam-u-Alikum Dr meri 1 friend ne aap ka bataya k aap KFoods par hoti hein jahan easily masla ko discuss kiya ja sakta hai, mujhe aap se ye pochna hai k mere Kaan me shor hota hai or kam sunaye daita hai to is k liye kia koi sujok ya koi or herbal ilaj mojood hai?? Shukriya

Best Answers
Answer

Aisa aksar kaan me dust ajane se ya mail jama hojane se hota hai, bhter hai k aap phle kisi achay ENT specialist ko check karwaye takay koi or major disease na ho otherwise aap in remedies par amal karein:

1) olive oil & vinegar ( sirka ) ko mix kar lein or chand drops kaan me dalein
2) Apricot ( Aaro ) ka beej ka tail k drops bhi aap use kar saktay hein

29 Dec 2016 Dr Umm-e-Raheel
User Opinion
Mari beiti ki face par hairs ha or nose par bhe ha please koi remedy bahar da.hairs ful body sa hi khatam ho jaya

  • Sana irshad
  • 02 Apr 2017
Post Your Question