Question

Question

Bombay Biryan Banane ka Tarika

Ahmad Hassan Views
Assalam o alaikum! 
Bara-e-Mehrbani mujeh bombay biryani ka tariqa batain. Yani wo zaiqadar biryani jo markets mein milti hy. Bombay biryani masala ke ajza beh tafselan bata dein.
Thanks

Assalam o alaikum! Bara-e-Mehrbani mujeh bombay biryani ka tariqa batain. Yani wo zaiqadar biryani jo markets mein milti hy. Bombay biryani masala ke ajza beh tafselan bata dein. Thanks

Best Answers
Answer

Bombay Biryani Banane ka Tarika

Chicken1 kg
Dahee1 cup
Lahson Adrak 1 tbs
namak
lal mirch
zeera
Garam masala1 tbs
sabut garam masala
taz pat 2
Long 6
dar chini 2
bari elichi 2
choti elichi 4
aloo bukhara 10
badeyan ka phole 2
jafil jawatri 1 tsp
chawal 1kg

Saubut garam masala dal kar chawal boil kegeya pan ma chicken lahson adrak dal kar bhonay gul jaye brown ho jaye dahi ma 2 peyaz brown kar ka chora dalay tamam masala dal kar chicken ma dalay bhonay aur layer lagaya layer ma gol temater podena lemon daltay jaya last ma pila rang dal kar dum degeya

26 Jun 2015 Chef Asad
User Opinion
Asad bhai, aap nay to is recipe me oil ghee ka zikr hi nhi kiya hy. Kiya ghee nhi dali gi

  • ahmadhassan
  • 06 Jul 2015
Post Your Question